Body parts ek important concept hai jo hame bachpan se hi sikhaya jata hai jisse ki ham apne body parts ke bare me jaan ske aur unko yaad karke teachers ya phir parents ko bhi bta ske but kafi baar problem ati hai ki hame body parts hindi me bhi yaad krne padte hai jisse ki ham hindi me bhi body parts name dusro ko bta paye jo ki english jaida nhi jante. Aj mai apko is post me btaunga Body Parts name in hindi.
Body parts name in Hindi and English
- Hair - Hindi me Hair ko बाल bolte hai ye hamare head ke upar present hote hai aur ye mainly India me black color ke hote hai.
- Head - Head ko hindi me सर bolte hai ya phir kafi baar माथा bhi bolte hai jo ki hair ke neeche present hota hai.
- Eye - Eye ko hindi me ऑंख bolte hai. Eyes ki madad se ham kisi bhi cheez ko dekh pate hai.
- Ear - Ear ko hindi me कान bolte hai. Ear ki help se ham sun pate hai.
- Nose - Nose ko hindi me नाक bolte hai. Nose ki help se ham kuch bhi smell kar skte hai.
- Mouth - Mouth ko hindi me ham मुँह bolte hai. Mouth ki help se ham bol aur khana kha pate hai.
- Cheek - Chek ko hindi me ham गाल bolte hai. Cheek hamare face ka part hote hai.
- Neck - Neck ko hindi me ham गर्दन bolte hai. Neck hamare face ke neeche ka part hoti hai.
- Shoulders - Shoulders ko hindi me ham कंधे bolte hai. Shoulders hamare weight pick karne me help karte hai.
- Tongue - Tongue ko hindi me ham झीब bolte hai. Tongue ki help se ham taste kar skte hai.
- Teeth - Teeth ko hindi me ham दाँत bolte hai. Teeth ki help se ham food ko chew kar pate hai.
- Jaw - Jaw ko hindi me ham ठोड़ी bolte hai. Jaw hamare mouth ke neeche present hoti hai.
- Elbow - Elbow ko hindi me ham कोनी bolte hai. Elbow ki help se ham hand movement kar skte hai.
- Hand - Hand ko hindi me ham हाथ bolte hai. Hand ki help se ham kuch bhi cheez pick kar skte hai.
- Fingers - Fingers ko hindi me ham उँगलियाँ bolte hai. Fingers ki help se ham likh aur type kar skte hai.
- Stomach - Stomach ko hindi me ham पेट bolte hai. Stomach hamare food ko digest krta hai.
- Chest - Chest ko hindi me ham छाती bolte hai. Chest hamare neck ke neeche present hoti hai.
- Knee - Knee ko hindi me ham घुटना bolte hai. Knee hamare movement me help krta hai.
- Legs - Legs ko hindi me ham पैर bolte hai. Legs hamare body ka weight carry krte hai.
- Toes - Toes ko hindi me ham पाँव का अँगूठा bolte hai.
- Heel - Heel ko hindi me एड़ी bolte hai. Heel ki help se ham movement kar pate hai.
Ap ye sab body parts name picture me bhi dekh skte hai aur pictures ke through identify bhi kar skte hai ki kon sa body part kha par hai isse apko body parts name bhi jldi se yaad ho jayenge.
Conclusion -
Iske baad bhi aur kafi sare body parts name hote hai but main body parts me yhi name ate hai. Hope krta hu apko post pasand ayi hogi aur apko smjh aya hoga ki Body parts name in hindi kya hote hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें