20 Vegetables Name in Hindi You Should Know About || Vegetables name in Hindi and English - New Tips and Tricks

Latest

मंगलवार, 27 अप्रैल 2021

20 Vegetables Name in Hindi You Should Know About || Vegetables name in Hindi and English

Vegetables name jnko hindi me सब्जियों के नाम kha jata hai ek important topic hai jisse ham sab bachpan me sikhte hi hai but time ke sath ham isko bhool bhi jate hai aur hame kafi kam vegetables name hi yaad rhe pate hai. Aj is post me mai apko btaunga vegetables name in hindi and english jisse ki ap kabhi bhi vegetables name bhoole nhi.



Vegetables-Name-in-Hindi




Vegetables Name in Hindi and English


  • Cauliflower - Cauliflower vegetable ko hindi me फूलगोबी bolte hai. Cauliflower ek gol vegetable hoti hai.


cauliflower


  • Cabbage - Cabbage vegetable ko hindi me पत्तागोभी bolte hai. Cabbage ka use salad me bhi kiya jata hai aur iski sabji bhi banai jati hai.


cabbage



  • Onion - Onion ko hindi me पियाज bolte hai. Onion sabji me taste bhadane ka kaam karti hai.


onion



  • Lemon - Lemon ko hindi me नीबू bolte hai. Lemon bhi sabji me taste bhadane ka kaam karta hai.


lemon



  • Brinjal - Brinjal ko hindi me बैगन bolte hai. Brinjal ki sabzi kafi tasty hoti hai.


brinjal



  • Lady Finger - Lady finger vegetable ko hindi me भिंडी bolte hai. Lady finger ki sabzi bhi kafi tariko se banai jati hai aur iska taste bhi kafi accha hota hai.


lady-finger



  • Gourd - Gourd vegetable ko hindi me घीया bolte hai. Gourd ek long vegetable hai jo ki kaat kar banaya jata hai.


gourd



  • Bitter Gourd - Bitter Gourd vegetable ko hindi me करेला bolte hai. Bitter gourd ki sabzi khane me todhi kadwi hoti hai.


bitter-gourd



  • Carrot -Carrot ko hindi me गाजर bolte hai. Carrot se bhi kafi kafi cheez banai jati hai like gajar ka halwa, gajar ki sabzi.


carrot



  • Radish - Radish ko hindi me मूली bolte hai. Radish white color ki hoti hai aur khane me todhi spicy hoti hai.


radish



  • Cucumber - Cucumber ko hindi me खीरा bolte hai. Cucumber bhi salad ka kaam krta hai.


cucumber



  • Potato - Potato ko hindi me आलू bolte hai. Potato ek esa vegatable hai jo full year milta hai aur kisi bhi sabji ke sath mix ho jata hai.


potato



  • Tomato - Tomato ko hindi me टमाटर bolte hai. Tomato ek red color vegetable hai jo kafi sari sabjiyo me dala jata hai.


tomato



  • Spinach - Spinach ko hindi me पालक bolte hai. Spinach khane se health acchi rheti hai.


spinach



  • Pumpkin - Pumpkin ko hindi me कद्दू bolte hai. Pumpkin ek big size vegetable hota hai jiski acchi sabzi banai jati hai.


pumpkin



  • Pea - Pea ko hindi me मटर bolte hai. Pea ko cheel kar uski sabji banai jati hai.


pea



  • Capsicum - Capsicum vegetable ko hindi me शिमलामिर्च bolte hai. Capsicum ki sabji kafi tasty hoti hai.


capsicum



  • Garlic - Garlic vegetable ko hindi me लहसन bolte hai. Garlic ko sabjiyo me add krke sabjiyo ka taste bhadaya jata hai.


garlic



  • Red chilli - Red chilli ko hindi me लाल मिर्च bolte hai. Red chilli ko khane me daal kar khane ka swad bhadaya jata hai.


red-chilli



  • Broccoli - Broccoli ko hindi me ब्रोक्कोली bolte hai. 


broccoli





Conclusion -

To yhi the vegetables name in hindi and english iske baad bhi aur kafi sare vegetable hote hai market me but ye kuch main vegetables hai jo ham mainly khate hai. Hope krta hu apko post pasand ayi hogi aur apko smjh aya hoga vegetables name in hindi and english

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें