Ajkal sabke pass laptop hai jiske karn har koi chahta hai ki uska shi istemal kr ske ya phir usse paise kma ske. Laptop se paise kamane ke bohot se tarike hai magar sare tarike mhenat wale hain in tariko se result milne me time lag skta hai magar apko haar nhi manni hai aur lagataar mhenat krte rheni hai. Aj mai apko bataunga ki kaise ap laptop se paise kma skte hai aur jo bhi tarike mai apko bataunga wo sare tarike bilkul legal hai aur kafi sare log usko try bhi kr rhe hai aur paise bhi kma rhe hain.
Laptop se Paise kamane ke Tarike :-
- sabse phela tarika hai YouTube par video bna ke paise kamane ka ye tarika maximum logo ko pta hi hoga agar nhi pta hai to is link par click krke dekhe youtube account kaise banaye.
- Dusra tarika hai Instagram par followers bdha ke sponsorship se paise kamane ka magar is tarike me todhi time lagata hai magar apka content accha hai to log apko jarror follow karenge. Agar apko nhi pta ki sponsorship kya hoti hai to is link par click kre Instagram se paise kaise kamaye.
- Tesra tarika hai online tutor banne ka chegg.com ek esi website hai jha par ap baccho ke doubt solve kr skte ho aur paise kma skte ho wo bhi free me bas iske liye apko subject ki acchi knowledge honi chaiye.
- Fourth tarika hai freelancing krne ka jaise ki man lo apko android development ati hai aur ap logo ke liye app bna skte ho to ap online website par jake dusre logo ke liye app bna skte ho aur paise kma skte ho.
- Fifth tarika hai affiliate marketing jisme apko dusre logo ka product sell krwana hota hai aur uske badle apko paise milte hai as a commission but ye tarika todha hard hai isme apko multiple jagah advertise krna hoga jab jake log apki link se saman buy karenge.
- Sixth tarika hai blog bna ke paise kamane ka agar ap ek beginner hai to ap blogger.com se start kr skte hai aur baad me khud ka domain aur hosting kharid kar apni khud ki website bna skte hai. Blogging se ap Google Adsense ke through paisa kma skte hai sath hi me ap apne blog me affiliate link bhi lga skte hai paise kamane ke liye.
- seventh tarika hai ki ap online apne business ki advertisment kr skte hai jisse ki apka buisness grow ho aur ap usse aur bhi jaida paise kma ske.
Iske ilawa aur bhi tarike hai paise kamane ke online ya phir laptop se magar ye kuch main tarike hai jo ajakal maximum log follow krte hai online paise kamane ke liye aur ye sare tarike ek dum legal hai koi fraud nhi hai. Hope krta hu apko smjh aya hoga ki Laptop se paise kaise kamate hai.
Thanks for sharing this informative post. black hair tips in hindi
जवाब देंहटाएंAlways welcome
हटाएंthank you so much
जवाब देंहटाएं