20 Fruits Name in Hindi You should know About || Fruits name in Hindi and English - New Tips and Tricks

Latest

मंगलवार, 27 अप्रैल 2021

20 Fruits Name in Hindi You should know About || Fruits name in Hindi and English

Fruits name ham bachpan se hi sikhte hai aur yaad bhi krte hai but mainly ham fruits name english me hi yaad rkhte hai aur hindi me bhool jate hai jaise ki hame A,B,C,D to yaad rheti hai but क , ख ,ग ham time ke sath bhool jate hai.  Aj mai apko is post me btaunga Fruits name in hindi jisse ki apko hindi me bhi fruits name yaad ho jae aur apse jab bhi koi fruits name pooche to ap unko dono english or hindi me bta pae.



Fruits-Name-in-Hindi




Fruits name in Hindi and English 


  • Apple - Apple ko hindi me सेब bolte hai. Apple red color ka hota hai aur khane me bhi kafi tasty hota hai.


apple



  • Mango - Mango ko hindi me आम bolte hai. Mango ko fruits ka king bhi bola jata hai aur hindi me ek line bhi hai आम फलो का राजा है | 


mango



  • Grapes - Grapes ko hindi me अंगूर bolte hai. Grapes two types ke hote hai black aur green dono hi khane me bohot tasty hote hai.


grapes



  • Orange - Orange ko hindi me संतरा bolte hai. Orange khane me kafi tasty hota hai aur iska juice bhi banaya jata hai.


orange



  • Banana - Banana ko hindi me केला bolte hai. Banana yellow color ka fruit hota hai aur isko khane se immunity strong rheti hai.


banana



  • WaterMelon - WaterMelon ko hindi me तरबूज़ bolte hai. WaterMelon summer me milne wala fruit hai jo ki khane me kafi tasty hota hai.


watermelon



  • Pomegranate - Pomegranate ko hindi me अनार bolte hai. Pomegranate hamari health ko shi rkhta hai aur ye red color ka hota hai.


pomegranate



  • Back berry - Back Berry ko hindi me जामुन  bolte hai. Black Berry ek black color ka fruit hota hai jisme seed badi size ki hoti hai as compare to fruit.


black-berry



  • PineApple - PineApple fruit ko hindi me अनानास bolte hai. PineApple ek bada fruit hota hai jo khane me kafi tasty hota hai.


pineapple



  • Papaya - Papaya fruit ko hindi me पपीता bolte hai. Papaya ek orange color ka fruit hota hai jo khane me kafi tasty hota hai.


papaya



  • Guava - Guava fruit ko hindi me अमरुद bolte hai. Guava ek tasty green color fruit hota hai.


guava



  • Musk Melon - Musk Melon ko hindi me खरबूज़ bolte hai. Musk Melon bhi kafi tasty fruit hota hai khane me but ye water melon se size me small hota hai.


musk-melon



  • Date - Date fruit ko hindi me खजूर bolte hai. Date ek dry fruit hota hai jo kahne me sweet taste ka hota hai.


date



  • Lychee - Lychee fruit ko hindi me लीची bolte hai. Lychee khane me kafi tasty fruit hoti hai aur ye kafi soft fruit hota hai.


lychee



  • Fig - Fig fruit ko hindi me अंजीर bolte hai. Fig ek small fruit hota hai jo ki khane me kafi tasty hota hai.


fig



  • Plum - Plum fruit ko hindi me आलूबुखारा bolte hai. Plum fruit ki skin kafi soft hoti hai aur ye khane me bhi tasty hota hai.


plum



  • StrawBerry - StrawBerry fruit ko hindi me स्ट्रॉबेरी hi bolte hai. StrawBerry ek soft fruit hota hai jo ki hane me kafi tasty hota hai.


strawberry



  • RaspBerry - RaspBerry fruit ko hindi me रसभरी bolte hai. RaspBerry name se hi pta chla hai ki is fruit me kafi ras present hota hai.


raspberry



  • Kiwi - Kiwi fruit ko hindi me कीवी hi bolte hai. Kiwi fruit kafi sari diseases me helpful hota hai.


kiwi



  • Cherry - Cherry fruit ko hindi me चेरी bolte hai. Cherry ek small fruit hai jo khane me kafi tasty hota hai.


cherry





Conclusion -

Iske baad bhi kafi sare fruits available hai market me aur un fruits ke kafi sare variants bhi present hai market me jo logo ko kafi pasand ate hai aur log unhe khana pasand bhi krte hai. Hope krta hu apko post pasand ayi hogi aur apko fruits name in hindi pta chale honge. Apka konsa fruit favorite hai hame jaroor bataye.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें