How to Take Screenshot From Laptop || Laptop se Screenshot kaise lete hai || Screenshot from Laptop - New Tips and Tricks

Latest

गुरुवार, 1 अप्रैल 2021

How to Take Screenshot From Laptop || Laptop se Screenshot kaise lete hai || Screenshot from Laptop

 Ajkal ke jamane me sab kuch digital ho gya hai sabhi log Laptop ka kafi isteamal krte hai aur apna maximum kaam online krte hai jiski wajah se unhe kafi sari important details ek jagah secure rkhi padti hai laptop me ese me agar apko nhi pta ki laptop me screenshot kaise lete hai to ap bilkul shi post par ayye hai aj mai apko bataunga ki kaise ap Laptop se screenshot le skte hai jo ki kafi logo ka sawal bhi hota hai. To chaliye shru krte hai.



How-to-Take-Screenshot-From-Laptop







Laptop se screenshot lene ke tarike (How to take screenshot) :-


  • Sabse pehla tarika hai apko apna laptop open krna hai aur jis bhi screen ka apko screenshot lena hai usse open kar lena hai uske baad apko window + G key ek sath dabani hai aur apke samne 4 option aa jayenge usme se apko sabse pehla screenshot wala option click kr dena hai aur bas apka screenshot click ho jayega.





  • Dusra Tarika hai simple apko (window + Alt + PrtScr) key  press karni hai ek sath aur apka screeshot click ho jayega wo bhi bilkul asani se.





  • Tesra Tarika hai ki agar ap in sab tariko se screenshot nhi le pa rhe to apko simple Obs Studio application apne laptop me install kar leni hai aur uski help se ap screenshot le skte hai. Agar apko nhi pta ki Obs Studio se screenshot kaise lete hai to is link par click kare OBS STUDIO se screenshot kaise lete hai




Market me aur bhi kafi sare softwares hai jinki help se ap Laptop se screenshot le skte hai wo bhi aram se aur free me Magar ye jo bhi methods mene bataye hai sabse simple hai aur OBS studio to apko screen recording ke liye bhi help karega sath me ap iski help se YouTube par live stream bhi kar skte hai. Hope krta hu apko post pasand ayi hogi aur apko smjh aya hoga ki Laptop se screenshot kaise lete hai.




कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें