How to transfer money from paytm to bank || Paytm se money transfer kaise kare in hindi - New Tips and Tricks

Latest

शुक्रवार, 2 अप्रैल 2021

How to transfer money from paytm to bank || Paytm se money transfer kaise kare in hindi

Ajkal sab kuch online hone ki wajah se hame ab bank ke ckhrr barr baar nhi lagane padte sara kaam online hi ho jata hai chahe wo money transfer ho ya phir koi aur kaam. Paytm se bank me money transfer kaise kare aur agar kiya bhi to kitne paise katenge in sab questions ka jawab aj mai apko is post me dunga. Bank me Money transfer karne ke liye apke pass sabse phele bank account hona chaiye aur wo Paytm number se link hona chaiye tbhi ap Paytm se money transfer kar payenge bank me.




How-to-transfer-money-from-paytm-to-bank




How to transfer money from Paytm to bank  :-


  • Sabse pehle apko mobile me Paytm app open krna hai aur upar diye hue search ke option par click krna hai.


  • Search ke option par click krne ke baad apko Type krna hai Wallet to bank aur sabse pehle option par click kar dena hai.


Paytm-se-money-transfer-kaise-kare-in-hindi




  • Click krne ke baad apko type krna hai ki ap kitna amount transfer karna chahate hai. Magar is point par akar dhyan rkhe jo bhi amount ap transfer karoge bank me uska 5% deduct hokar jayega apke bank account me because ye Paytm ka rule hai ki wo mante hai ki jab ham apne wallet me paise lete hai to wo hame kuch extra dete hai cashback ke roop me isliye wo transfer ke time 5% deduct krte hai.



  • Amount enter krne ke baad apko bank details dalni hai jis bhi account me ap transfer karna chahte hai like IFSC code, Account number ye sari details fill up kar deni hai.


  • Bank details enter karne ke baad apko simple money transfer kar deni hai ho skta hai ki Paytm security issues ki wajah se ap se ek baar apki Paytm login details mange to apko ek baar dubara Paytm login details fill up kar deni hai aur money transfer kar deni hai.




CONCLUSION -

To yhi tha tarika Paytm se money bank transfer karne ka. Hope krta hu apka smjh aya hoga ki kaise Paytm se bank me money transfer krte hai. Ap chahe to ye kaam bank jakar bhi kar skte hai aur shyd apka jo Paytm me 5% jo deduct ho rha hai amount wo bacha bhi skte hai but agar apka time ka issue hai to ap Paytm se bhi money transfer kar skte hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें